Barish/Rainy day SMS
Jab barish hoti hai
Jab barish hoti hai, Tum yaad aate ho.
Jab kali ghata chaye, Tum yaad ate ho,
Jab bheegte hain tum yaad aate ho,
Bataoo Meri umbrella Kab wapis kro ge!
Ae barish(rain) jara tham k baras,
Ae barish(rain) jara tham k baras,
jab mera yaaar aa jaye to jam k baras,
pehle na baras ki woh aa na sake,
phir itna baras ki wo jaa na sake.
Ab ke sawan(rain) mein paani barsa bahut
Ab ke sawan(rain) mein paani barsa bahut,Paani ki har boond mein woh aaye yaad bahut.Is suhaane mausam mein saath nahi tha koi,Baadlon ke saath in aankhon se paani baha bahut.


