yeh milna aur bicharr jaana
yeh milna aur bicharr jaana
kab apne bas ki baat hai
kismat hi milati hai hum ko
kismat hi juddai deti hai
har baar yeh hi hota hai
koi hume bataye to sahi
ki aakhir kyu jo hum tum se nahi keh paate hai
wo dharkan se sunayi deta hai.
Sameer +92 300 2711 588
~ Tum Bin ~
mairee jaan theek kaihtee hoo
mairee jaan theek kaihtee hoo
hamari is mohabbat ka bhala kya faida hoga
hamaray darmyaan ju doriyan hain
kum nahe hongi
kubhe barish kai mosam main
humaisha sath raihnay kee
ju khowahish dil main jagi thi
ju spnay humnay daikhay thy
wo sapnay tot jaeingay
mairee jaaan theek kaihte ho
moqader kai likhay ko he ager tasleem kerna hay
tu phir issi mohabbat ka
koi bhe faida kaisa?
mugar is ko ager chaho
tu mairee baybassi kaih lo
“” mujhay tumsay muhabbat hay “”
“” mujhay tumsay muhabbat hay “”
( 0300 2711 588 )
Sameer +92 300 2711 588
~ Tum Bin ~
tags: hindi birthday sms, Hindi Urdu sms, free funny birthday sms, Love sms, birthday wish, , Sms joke, mother\\\’s day sms, Funny sms, Mothers day sms
Bohat pehlay say un k qadmon ki ahat jan letay hain
Bohat pehlay say un k qadmon ki ahat jan letay hain
Tujhay au zindagi hum door say pehchan letay hain
Tabiyat jab apni ghabrati hai sunsan raton main
Hum aisay main teri yadon ki chadar taan letay hain
Hum-ahngi main bhi ik chashni hai ikhelafon ki
Meri batain ba-unwan-e-diger wo maan letay hain
Rafeeq-e-zindagi thee ab anees-e-waqt-e-akhir
Tera ay mot hun yeh doosra ehsaan letay hain
Zaman wardat-e-qalb sunnay ko tarasta hai
Isi say to ser aankhon per mera deewan letay hain
Sameer +92 300 2711 588
~ Tum Bin ~
Shayad Iss Nay Mujh ko Tanha Daikh Lya Hey
Shayad Iss Nay Mujh ko Tanha Daikh Lya Hey
Dukh Nay Meray Gher ka Rasta Daikh Lya Hey
Apnay Aaap Say Ankh Churata Phirta Hoon
Aaiinay Mein Kiss Ka Chehra Daikh Lya Hey
Us Nay Mujhay Darasal Kabhee Chaha Hee Nahin Tha
Khud Ko Day Ker Yeh Bhi Dhoka! Daikh Lya hey
Uss Say Miltay Waqt Ka Rona Kuch Fitree Thaa
Uss Say Bicchar Janay Ka Nateeja Daikh Lya Hey
Rukhsat Kernay Kay Adab Nibhanay They
Band Ankhon Say Us ko Jata Daikh Lya Hey
Sameer +92 300 2711 588
~ Tum Bin ~
tags: Wise word, mother\\\’s day quotes, Mothers day sms, Hindi Urdu sms, birthday wish, Love sms, , Friendship sms, free funny birthday sms, cute sms
us nay mairay seenay pai sir rukh ker pocha
us nay mairay seenay pai sir rukh ker pocha ..
janaa .. apnay jeewan ka wo lumha tu batao mujhko
jis kai badlay mil saktay hain sub he seetaray
daryaaon kai saray motti ..
sawan kee paihlee baraish kai saray qatray ..
ujlay chand kee sari kirnain ..
dhartee kai seenay say liptay sub he khazanay ..
saray mosam sub he duaien
pholon kee rangeen qabba-ein
patti patti pernay wali bheenee shabnum ..
is_may aazum
us nay mairay seenay pai sir rukh ker pocha
janaa .. apnay jeewan ka wo lumha tu batao mujhko
jiskai badlay sub kuch apna , sub kuch sub kuch
apna sub kuch dai saktay hooo
mainay us ka matha chomma or bola jub…………
paihlee bar mairay seenay pai tumnay apna sir rukha tha ………
( 0300 2711 588 )
Sameer +92 300 2711 588
~ Tum Bin ~
tags: , Sms joke, mother\\\’s day quotes, mother\\\’s day sms, birthday text, hindi birthday sms, free funny birthday sms, Flirt sms, birthday wish, birthday love txt
kai kaisay ~ +92 300 2711 588 ~
kai kaisay bataein us kai hay laihjay ka kya aser
kai jaisay ik deeya tareekeeyon ko cheeerta howa
kai jaisay barson say pyasi kissi zameen pai barish
kai jaisay sadyon say bay jan jisam per dum-a-eessa
wo haseen or wo khod aik chotay gher main raihtay hain
wo dono choti choti baton per rozz hastay raihaty hain
wo chota gher kai jahan her taraf khoshyan he khoshyan hain
wo chota gher kai jahan her taraf he pyar aayan hay
yai sapnay wo he bonta hay jissay umeed hoti hay
kai sapnay aik din sharminda-a-tabeer bhe hongay
mager aissa na ho tu phir………………
ager aissa na ho tu phir………………
wo sapnay tot jaein tu………………..
wo ger nakam ho ja a tu……………..
wo lub na moskoraein tu ……………
ager aissa na ho tu phir ………… ?
ager aissa na ho tu phir bohat takleef hoti hay
so jub tum pyar kerna tu kubhe iqraar mat kerna
kai ju iqraar kerta hay ussay umeed hoti hay
kai ju iqraar kerta hay ussay takleef hoti hay. …..
Sameer +92 300 2711 588
~ Tum Bin ~
Tanha udaas ~ +92 300 2711 588 ~
Tanha udaas shamo main
ab kiyun phira karoon main
mujhe bhool janay walay
tujhe yaad kia karoon main
tere baad meri jana
ye sooch lia hai main nay
buhut ro lia hai ab tak
magar ab hansa karoon main
wafa nay woh di hai thokar
ke sambhalna hoa hai mushkil
wafa ka hai yehi hasil
to kiyun na jafa karoon main
muhabbat ki thi sirf main nay
saza kiyun mili hai mujh ko
saza mil gaee hai phir to
ab koi khata karoon main
Sameer +92 300 2711 588
~ Tum Bin ~
tags: mother\\\’s day sms, birthday love txt, Birthday sms, birthday text, Wise word, hindi birthday sms, happy birthday message, birthday wish, Flirt sms, Friendship sms
Usoolon pe jo ~ 0300 2711 588 ~
Usoolon pe jo aanch aaye to takraana zaroori hai
Agar zinda hain to zinda nazar aana zaroori hai
Nayi umro ki khudmukhtaariyon (arrogance) ko kaun samjhaaye
Kahan se bach ke chalna hai kahan jaana zaroori hai
Thake haare parinde jab basere ke liye lautein
Saleeka mand saakhon ka lachak jaana zaroori hai.
Saleeka hi nahin shaayad use mahsoos karne ka
Jo kehta hai khuda hai to nazar aana zaroori hai
Mere hothon pe apni pyaas rakha do aur phir socho
Ki iske baad bhi is duniya mein kuchh paana zaroori ha
Sameer +92 300 2711 588
~ Tum Bin ~
tags: hindi birthday sms, , free funny birthday sms, Sms joke, Friendship sms, birthday text, sms birthday jokes, cute sms, mother\\\’s day quotes, Hindi Urdu sms
pochnay walay ..
pochnay walay ..
tujhay kaisay batayin hum
dukh ibarat tu nahe , ju tujhay ko likh bhaijain
yai kahani bhe nahe hay , kai sonayin tujhko ..
na koi baat hay aissi kai batayin tujhko ko
zakum ho tu tairay nakhon kai hawalay ker dain ..
aaeena bhe nahe hay kai dikhayin tujhko ..
tu nay pocha hay ..
mager kaisay batayin tujhko ? ..
Sameer +92 300 2711 588
~ Tum Bin ~
Chand Love You.
jaane kyun wo saanso ki dor tootne nahi deta
bas do kadam aur chalne ka waasta dekar mujhe rukne nahi deta
baat kehta hai wo mujhse hans hans kar jee lene ki
ajeeb shakhs hai mujhko chain se rone nahi deta
aaj hausla deta hai mujhe chaand sitaro ko chhu lene ka
wo pyara sa chehra mujhe tootkar bikharne nahi deta
shayad jaanta hai wo bhi in aankhon men aansuo ka sailaab hai
jaane kyun fir bhi wo in aansuo ko girne nahi deta
mujhse kehta hai, “main to mar jaunga tumhare bina”
main zinda hun ab tak ke wo mujhe merne nahi deta +
03008535609 & 03138535609
tags: Friendship sms, Funny sms, Love sms, happy birthday message, cute sms, birthday wish, birthday text, hindi birthday sms, Hindi Urdu sms, Birthday sms


